

Desktop ki traha laptop me koi motherboard ke disk nahi milta hai isi liye aapko aagar aapne laptop par driver install karna ho to internet se hi download karke install karna hoga.

Laptop driver bahut jaruri hote hai tab jab aap aapne laptop ko format karke usme ek naya windows install karte ho. Hello, Friends kya aap HP, Dell, Asus, Lenovo inme se koibhi ek brand ke laptop istemal karte ho aagar karte ho to aap iss post ko follow karke in sabhi brand ke laptop ke liye drivers kaise download karte hai wo jan sakte ho.
